kaise kahun kaie hain hum, tanhayion mein jeete hain hum, reh na sakenge unke bin, kyuki unki adaon mein marte hain hum, pa na sakenge, to jee na sakenge, kyunki sirf unse pyaar karte hain hum...
eik baat kahoon gar sunte ho tum mujhe ko ache lagte ho kuch chanchal se kuch chup chup se kuch pagal pagal lagte ho hain chahane wale wale our buhat per tum main hai eik baat buhat tum apne apne lagte ho eik baat kahoon gar sunte ho tum mujhe ko ache lagte ho ye baat baat ye khojana kuch kahte kahte ruk jana ye kis uljhan main rehte ho eik baat kahoon gar sunte ho tum mujhe ko ache lagte ho
3 comments:
kaise kahun kaie hain hum,
tanhayion mein jeete hain hum,
reh na sakenge unke bin,
kyuki unki adaon mein marte hain hum,
pa na sakenge, to jee na sakenge,
kyunki sirf unse pyaar karte hain hum...
na tujhe chorr sakte hain tere ho bhi nahi sakte
yeh kaisi bebasi hai aaj hum ro bhi nahi sakte
yeh kaisa dard hai pal pal hamain tarpaye rakhta hai
tumhari yaad aati hai to phir so bhi nahi sakte
chupa sakte hain aur na dikha sakte hain logo ko
kuch aese daagh hain dil per jo hum dho bhi nahi sakte
kaha to tha chorr denge yeh nagar phir ruk gaye lekin
tumhain paa to nahi sakte magar kho bhi nahi sakte
eik baat kahoon gar sunte ho
tum mujhe ko ache lagte ho
kuch chanchal se kuch chup chup se
kuch pagal pagal lagte ho
hain chahane wale wale our buhat
per tum main hai eik baat buhat
tum apne apne lagte ho
eik baat kahoon gar sunte ho
tum mujhe ko ache lagte ho
ye baat baat ye khojana
kuch kahte kahte ruk jana
ye kis uljhan main rehte ho
eik baat kahoon gar sunte ho
tum mujhe ko ache lagte ho
एक टिप्पणी भेजें